Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShyam Sundar
HomeShyam Sundar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apni nazar se door wo apni nazar se door wo unki nazar se door hum tum hi batao kya karen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen bujh gaya pyaar ka chiraag dil ka jahaan ujad gaya pyaar mein hum to lut gaye aapka kya bigad gaya aapka kya bigad gaya isse badi sazaa hai kya isse badi sazaa hai kya tumse hain door door hum tumhi batao kya karen khwaab mein aao ek baar zakhm e jigar dikhayen hum tum humein bewafa kaho lab na magar hilaayen hum lab na magar hilaayen hum aansu tapak ke yeh kahen aansu tapak ke yeh kahen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen saathi nahin koi mera aur koi raazdaan nahin aisa luta hai kaafila kadmon ka bhi nishan nahin kadmon ka bhi nishaan nahin itna hi yaad hai humein itna hi yaad hai humein lut gaye bekasoor hum tum hi batao kya karen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen majboor tum majboor hum tum hi batao kya karen
aye muhabbat unse milne aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya tumne dekha humne dekha tumne dekha humne dekha ik fasaana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya aapki meethi nazar ke teer kaise teer hain aapki meethi nazar ke teer kaise teer hain teer chalne bhi naa paaye teer chalne bhi naa paaye dil nishana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya dil ne pehli hi nazar mein kar liya kuchh faisla dil ne pehli hi nazar mein kar liya kuchh faisla saaz chheda bhi nahin aur saaz chheda bhi nahin aur ik taraana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya nazren milne bhi naa paayin tum nazar mein aa base nazren milne bhi naa paayin tum nazar mein aa base tinke dhundhe bhi nahin aur tinke dhundhe bhi nahin aur aashiana ban gaya aye muhabbat unse milne ka bahana ban gaya
nazar se door jaane waale dil se door naa karna meri aankhon ko rone par kahin majboor naa karna bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge ghataayen phir bhi chhaayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte theeee jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren sandesa pyaar kaa laayegi saawan ki jawaan raaten pawan jhoomegi gaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren
chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne aaj yahaan kal jaane kahaan chaand bada harjai hai phir bhi pagle panchhi ne chaand se preet lagaayi hai haaye chaand se preet lagaayi hai chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne tum jo bano ek shamma main parwana ban jaun ek ishara tum kar do main deewana ban jaun main deewana ban jaun chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne behlaao yun na sanam pyaar ki jhuthi kasmon se hum anjane lakh sahi wakif hain in rasmon se haye wakif hain in rasmon se chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni
chori chori aag si dil mein laga kar chal diye hum tadapte reh gaye wo muskura kar chal diye chori chori chori chori aag si dil mein laga kar chal diye hum tadapte reh gaye wo muskura kar chal diye chori chori dil ki hasrat aansuon mein dil ki hasrat aansuon mein tukde ho kar beh gayi tukde ho kar beh gayi meri ummeedon pe bijli jab gira kar chal diye hum tadapte reh gaye wo muskura kar chal diye chori chori chori chori aag si dil mein laga kar chal diye hum tadapte reh gaye wo muskura kar chal diye chori chori aansuon mein daastaan e ghum sunaani thi abhi aansuon mein daastaan e ghum sunaani thi abhi daastaan e ghum sunaani haan sunaani thi abhi dil ki dil mein hi rahi armaan mita kar chal diye hum tadapte reh gaye wo muskura kar chal diye chori chori chori chori aag si dil mein laga kar chal diye hum tadapte reh gaye wo muskura kar chal diye chori chori kya anokhi chot di hai kya anokhi chot di hai bewafaa bedard ne bewafaa bedard ne dil mein reh kar dekhiye wo
deewana dil dhundhe mashooq ek aisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi zindagi ki tarah khoobsurat ho jo aur masoom ho pyaar ke jaisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi zindagi ki tarah khoobsurat ho jo aur masoom ho pyaar ke jaisi deewana dil dhundhe phoolon ki khushboo fizaaon mein bikhre karti ho jab jab wo baaten raaten chamakti hai jyun chaandni ki aise chamakti ho aankhen kabhi bhi kisi ne naa dekhi suni ho haseen meri mehboob ho aisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi zindagi ki tarah khoobsurat ho jo aur masoom ho pyaar ke jaisi deewana dil dhundhe husn ke tukde chura ke nazar ne tasveer uski banaayi saare jahaan ke haseenon ki raunak ek hi tann mein sajaayi wo ban ke haqeeqat nazar aayegi kab khayaalon mein khaabon mein hai jaisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi zindagi ki tarah khoobsurat ho jo aur masoom ho pyaar ke jaisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi
duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe ayeee eeeee main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe ayeee eeeee main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe do din ki zindagi hai ise yun guzaar de do din ki zindagi hai ise yun guzaar de ujdi huyi ye pyaar ki raahen sanwaar de ujdi huyi ye pyaar ki raahen sanwaar de hum tum yahaan rahen naa rahen iss ka ghum nahin lekin humare pyaar ka baaki nishaan rahe main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe ayeee eeeee main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa mein chhod jaayenge hum wo nishaaniyaan duniyaa mein chhod jaayenge hum wo nishaaniyaan ban jaayengi jo pyaar ki meethi kahaaniyaan ban jaayengi jo pyaar ki meethi kahaaniyaan duniyaa humare baad humen yun karegi yaaaad do pyaar karne waale the par ek jaan rahe main bhi wahin rahun mera saajan jahaan rahe duniyaa humare pyaar ki yunhi jawaan rahe main bhi wahin rahun mera
hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake teri talaash mein dar dar ki thokaren khaayin teri talaash mein dar dar ki thokaren khaayin meri wafaa ke kadam phir bhi dagmagaa naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake zara to soch ke uss dil ka haal kya hogaaaa haal kya hoga zara to soch ke uss dil ka haal kya hogaaaa haal kya hoga jo door reh naa sake tere paas aa naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake hum unko yaad na karte bedil ka kya kije bedil ka kya kije hazaar bhoolna chaaha magar bhula naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake
Kaun Ho Tum
kiss tarah bhoolega dil unka khayaal aaya hua jaa nahi sakta kabhi sheeshe mein baal aaya hua o ghataa kaali ghataa ab ke baras tu naa baras o ghataa kaali ghataa ab ke baras tu naa baras mere pritam ko abhi pardes hai bhaaya hua mere pritam ko abhi pardes hai bhaaya hua kiss tarah bhoolega dil aa chaman se haiii aa chaman se door bulbul jaa ke roye roye saath saath tera dil bhi chot hai meri tarah khaya hua tera dil bhi chot hai meri tarah khaya hua kiss tarah bhoolega dil khush rahe duniya mein wo jisne hai toda dil mera khush rahe duniya mein wo jisne hai toda dil mera de raha hai yeh dua aankhon mein ashk aaya hua de raha hai yeh dua aankhon mein ashk aaya hua kiss tarah bhoolega dil unka khayaal aaya hua
koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi dabe dabe paanv mere saamne wo aa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi laaj ke maare more naina sharmaa gayi maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke maine mukhda chhupaya chhupke chhupke chhupke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke piya kehne lage gori humen tarsaao naa piya kehne lage gori humen tarsaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa jiya beqaraar hai mukhda chhupaao naa maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke maine ghunghat hataaya ruk ke ruk ke ruk ke mere sapnon mein aaya chhupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke koi dil mein samaaya chupke chupke chupke
mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa phool khile kaliyan sharmaayin rut masti ki aa gayi rut aa gayi rut aa gayi neele neele ambar par bin puchhe badli chha gayi o chha gayi o chha gayi khila hai khushiyon ka bazaar karenge nainon ka vyapaar aise mein haule haule haule haule aa mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa jhoom rahi hai daali daali jhoom raha mann mera re mann mera re mann mera re do nainon se ojhal uska nainon beech basera re basera re basera re karenge chahat ka izhaar kisi ki jeet kisi ki haar aise mein haule haule haule haule aa mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa
mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye donon ghar hain aapke donon ghar hain aapke chaahe jahaan bas jayiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye mere dil se kheliye marzi agar hai aapki mere dil se kheliye marzi agar hai aapki aayiye ke meri duniya muntzir hai aapki aapko meri kasam ab aur na sharmayiye donon ghar hain aapke donon ghar hain aapke chaahe jahaan bas jayiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye maar daalegi humein ye berukhi achchhi nahin ye berukhi aapke sar ki kasam ye dillagi achchhi nahin ye dillagi bin kahe aa jayiye ab aur na tadpayiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye kya khabar hai ye haseen raatein rahein ya na rahein madbhari aankhon ki barsaatein rahein ya na rahein muskurate aaiye aur muskurate jayiye mere dil mein aaiye meri nazar mein aaiye
mere nadeem mere humsafar udaas naa ho kathin sahi teri manzil magar udaas naa ho mere nadeem mere humsafar har ik talaash ke raste mein mushkilen hain magar har ik talaash muraadon ke phool laati hai hazaar chaand sitaaron kaa khoon hota hai to ek subah fizaaon mein muskuraati hai mere nadeem mere humsafar udaas naa ho kathin sahi teri manzil magar udaas naa ho mere nadeem mere humsafar kadam kadam pe chattane khadi rahen lekin jo chal nikalte hain dariyaa to phir nahin rukte hawaayen jitna bhi takraayen aandhiyaan ban kar magar ghataaon ke parcham kabhi nahin jhukte mere nadeem mere humsafar udaas naa ho kathin sahi teri manzil magar udaas naa ho mere nadeem mere humsafar jo apne khoon ko paani bana nahin sakte wo zindagi mein naya rang laa nahin sakte jo raaston ke andhere se haar jaate hain wo manzilon ke ujaalon ko paa nahin sakte mere nadeem mere humsafar
hmm hmmm hey hey hey hey heyy mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar kaaaa mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar kaaaa mil ke tumhaari nazar se tanhaiyaan bechainiyaan madhosh hai ye sama tanhaiyaan bechainiyaan madhosh hai ye sama dhadkan kahegi dhadkan sunegi khamoshiyon ki zubaan mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar ka mil ke tumhaari nazar se paa ke tumhen mere sanam hum is tarha kho gaye paa ke tumhen mere sanam hum is tarha kho gaye kehte hain saare kar ke ishaare deewaane hum ho gaye mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar ka mil ke tumhaari nazar se khwaabon mein tum khayaalon mein tum tum hi mera pyaar ho khwaabon mein tum khayaalon mein tum tum hi mera pyaar ho jis se kiya hai janmon ka waada tum wo hi ikraar ho mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar ka mil ke tumhaari nazar se hum
neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare lehron ki lehron ki godi mein jaise aankh michauli khelen taare aankh michauli khelen taare neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare mann donon ke khil jaane do ik dooje se mil jaane do mann donon ke khil jaane do ik dooje se mil jaane do dekhte hain bechain bechaare nain tumhaare neer humaare neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare ma ma pa dha ni sa ni sa dha ni pa re ga pa ga sa ma ga ma pa ma pa dha pa ma ni re ni sa pa ga re re sa sa re sa ni sa pa dha pa sa re ga pa dha sa re re pa ra sa sa sa sa ni dha ni ni ni ni dha pa sa sa sa ni dha ni ni ni ni dha pa neend humaari khwaab tumhaare kitne meethe kaise pyaare nargis ko sharmaate hain wo jal mein aag lagaate hain ye nargis ko sharmaate hain wo jal mein aag lagaate hain ye donon hain badnaam bechaare zakhm humaare teer tumhaare neend humaari khwaab tumhaare kitne
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apni Nazar Se Door Wo Bazar (1949) 03:57 10439
 
Poster of Bazar (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Nigar Sultana, Shyam
Duration : 03:57   Song Number : 10439   

Aye Muhabbat Unse Milne Ka Bahana Bazar (1949) 03:34 15556
 
Poster of Bazar (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Shyam, Nigar
Duration : 03:34   Song Number : 15556   

Bahaaren Phir Bhi Lahore (1949) 03:11 13576
 
Poster of Lahore (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Nargis
Duration : 03:11   Song Number : 13576   

Chaand Nikla Bhi Nahin Aur Bhai Bahen (1969) 03:53 16418
 
Poster of Bhai Bahen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 03:53   Song Number : 16418   

Chori Chori Aag Si Dil Mein Dholak (1951) 03:50 16222
 
Poster of Dholak (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shyam Lal Shums
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Meena
Duration : 03:50   Song Number : 16222   

Deewana Dil Dhundhe Mashooq (1992) 05:13 18737
 
Poster of Mashooq (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Kumar Sanu, Chorus
On Screen Actors- 
Ayub Khan
Duration : 05:13   Song Number : 18737   

Duniyaa Humare Pyaar Lahore (1949) 04:12 13575
 
Poster of Lahore (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Nargis
Duration : 04:12   Song Number : 13575   

Hum Apne Dil Ka Fasaana Actress (1948) 03:27 16069
 
Poster of Actress (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prem Adeeb
Duration : 03:27   Song Number : 16069   

Kaun Ho Tum Mashooq (1992) 05:27 38018
 
Poster of Mashooq (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Ayesha Julka
Duration : 05:27   Song Number : 38018   

Kiss Tarah Bhoolega Dil Village Girl (1945) 03:19 14399
 
Poster of Village Girl (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Wali Sahab
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:19   Song Number : 14399   

Koi Dil Mein Samaaya Kamal Ke Phool (1950) 02:22 13512
 
Poster of Kamal Ke Phool (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:22   Song Number : 13512   

Mausam Aaya Hai Rangeen Dholak (1951) 03:16 37536
 
Poster of Dholak (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Meena Shori, Ajit
Duration : 03:16   Song Number : 37536   

Mere Dil Mein Aaiye Dholak (1951) 03:16 12174
 
Poster of Dholak (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Shamshad Begum
Duration : 03:16   Song Number : 12174   

Mere Nadeem Mere Humsafar Bhai Bahen (1959) 03:36 16212
 
Poster of Bhai Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Sudha Malhotra
On Screen Actors- 
Naaz
Duration : 03:36   Song Number : 16212   

Milke Tumhari Nazar Se Elaan (1994) 06:04 40804
 
Poster of Elaan (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Shyam Sundar
Duration : 06:04   Song Number : 40804   

Neend Hamari Nai Kahani (1943) 03:00 14178
 
Poster of Nai Kahani (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Wali Sahab
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
G M Durrani
Duration : 03:00   Song Number : 14178   
Karaoke Songs of Shyam Sundar, Sad Songs of Shyam Sundar, Love Songs of Shyam Sundar, Dance Songs of Shyam Sundar, Hip-hop songs of Shyam Sundar, Best songs of Shyam Sundar, Super hit songs of Shyam Sundar, hit songs of Shyam Sundar, duet songs of Shyam Sundar, solo songs of Shyam Sundar, old songs of Shyam Sundar, famous songs of Shyam Sundar, Hindi Karaoke Songs of Shyam Sundar, Hindi Sad Songs of Shyam Sundar, Hindi Love Songs of Shyam Sundar, Hindi Dance Songs of Shyam Sundar, Hindi Hip-hop songs of Shyam Sundar, best Hindi songs of Shyam Sundar, super hit Hindi songs of Shyam Sundar, hit Hindi songs of Shyam Sundar, duet Hindi songs of Shyam Sundar, solo Hindi songs of Shyam Sundar, old Hindi songs of Shyam Sundar, famous Hindi songs of Shyam Sundar, Sing Along Songs of Shyam Sundar, Sing Along Sad Songs of Shyam Sundar, Sing Along Love Songs of Shyam Sundar, Sing Along Dance Songs of Shyam Sundar, Sing Along Hip-hop songs of Shyam Sundar, Sing Along Best songs of Shyam Sundar, Sing Along Super hit songs of Shyam Sundar, Sing Along hit songs of Shyam Sundar, Sing Along duet songs of Shyam Sundar, Sing Along solo songs of Shyam Sundar, Sing Along old songs of Shyam Sundar, Sing Along famous songs of Shyam Sundar